Virgo 24 August to 23 SeptemberSafar mufeed hoga, maali kamyaabi ka imkaan hai. January ta july mehnat talib lekhin bari kamyaabion ka dur hai. February sey romance phir shuro hosakta hai. September mein khud shanasi parday gae. Tarjihaat ka durst tehain hoga.
January
Sar garmi zara kam hojaye gae, 15 sey romance acha hoga, 8 aur 9 naye logun sey mufeed mulaqaat, 15 aur 16 samajhi taluqaat mein intehai kamyaabi, 12 ta 14 zindagae mein sanjeeda tabdeelioon kay liyeh achi dates hain. 25 ta 27 rukhawatain ayain gae.
February
21 ko khususi romance shuro hosakta hai. 7 aur 8 maali mumlaat aur karobar, 14 aur 15 social life kay liyeh achi hain. 9 aur 10 ko logun sey milnay wali mulomaat mufeed hon gae, 2 aur 23 ko fasilay karnay mein muthad rahain.
March
8 march ko faisla kin lamhaat aasaktay hain. Soch samj kar qadam uthaye, 2 aur 3 lifestyles mein bunyadi tabdeeliyoon, 5 aur 6 dimaghi kaamoon, 22 aur 23 zaati zindagae mein kisi challenge sey nimtanay kay liyeh umda dates hain. 7 aur 8 ko qismat sath day gae.
April
Durust samit mein safar shuro hoga, naii mohabbat shuro hosakti hai. 21 aur 22 ko taweel safar mumkin hai. 4 aur 5 ko judani sulaahait sey faida uthaye. 16 ta 18 aram karain.
May
Action sey bhar pur month 3 aur 4 bohat si kamyaabi hasil karsaktay hain. 9 aur 10 phir 20 aur 21 achi dates hain. Yaqam 2, 28 aur 29 aur wajadani sulahait sey kamyaabi mumkin hai. 13 ta 15 faislay itaiat sey karain. Suni sunai par yaqeen na karian.
June
Career kay liyeh acha waqt hai. Naii mulzmaat bhi mumkin hai. Khwishaat puri hosakti hai. , yaqam aur do naye moqay, 7 aur 8 umda samahji taluqaat, 22 aur 23 team work kay liyeh umda dates hain. 24 ta 26 zindagae mein bheter tabdeeli ki sulahait ap mein hogae.
July
Month ka nisaf guzarnay par mehsoos hoga keh sar garmi kam hogae. Koi aam faisla na karain. Ab koishish karain kay keh romance aur tafreeh par tawaja dain. 1 aur 2 work plane apr nazar saani karay. 22 aur 23 ko baray faisaly karain.
August
Agaz acha hoga, 8 date sey tawanai aur itmaad baray ga. Mushkilaat maazi ka hisa bun jayain gae. 25 aur 26 koi faisla itait aur musharay sey karain. 18 aur 19 sochnay, munsuba bundi aur samajhi zindagae kay liyeh achi hain.
September
Masroof month hai. 10 date ko meeting aur kaam kay moqay achay hogay, maaliyaati tanzeem no karain, 14 aur 16 ko halaat achay aur kamyaab rahian gay. 1, 27 aur 29 ko khud par zaidah dabao na dalain.
October
Halaat kar mein tabdeeli achi rahai gae. Tawaja mohabat ki zindagae par rahay gae. 12 aur 13 halaat ko tabdeel karnay ka bhetreen waqt hai. 24 aur 26 ko aam kaam aur faisla na karay.
November
Zindagae zara flasfiyana dur mein dakhil hogae. Khud ko mohlat dain. Tahmul ka muzahra karain, jaidad sey mutaliq muhday month kay akhiar mein karain. 8 aur 9 ko achi khabar mil sakti hai. 21 aur 22 ko kharab zaati rishtay challenge banay gay.
December
Khusgawar lamhaat milay gay, romance ka imkaan hai. 16 aur 17 sukoon-o-waham aahngae gar0e0lo mumlaat kay liyeh achay din hain. 21 aur 22 ko zindagae ki bhetreen mohabat hasil hoisakti hai. 5 aur 7 ko taraqi kay moqay hain. 18 aur 19 ko rukhwatoon ka samna hoga.